Wednesday, February 19, 2014

My Religion



Kaisa pagal man hai mera, Gurudwara jake sikh banne ka man karta hai, Majido aur dargaoh mein islam apnane ka zid karta hai, Church mein Jisu ki gun gata hai aur mandiro mein nirgun-sahgun mere mehi leen ho jata hai...